होके मजबूर मुझे उसने भुलाया होगा Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics in Hindi | Haqeekat (1964) Mohammed Rafi, Manna Dey, Talat Mahmood, Bhupinder Singh

Rate this post

Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics in Hindi होके मजबूर मुझे उसने Movie, Haqeekat (1964) Singer, Mohammed Rafi, Manna Dey, Talat Mahmood, Bhupinder Singh | Desh Bhakti Songs

गाना – Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics
फ़िल्म – हकीकत (1964)
गायकार – मोहम्मद रफ़ी, मन्ना डे, तलत महमूद, भूपिंदर सिंह
गीतकार – कैफ़ी आज़मी
कलाकार – धर्मेन्द्र, बलराज साहनी, प्रिया राजवंश
संगीत निर्देशक – मदन मोहन

Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics in Hindi  Haqeekat (1964) Mohammed Rafi, Manna Dey, Talat Mahmood, Bhupinder Singh

Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics in Hindi

हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे

उस ने भुलाया होगा
ज़हर चुप के से
दवा जान के खाया होगा

हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …

दिल ने ऐसे भी कुछ
अफ़साने सुनाये होंगे
दिल ने ऐसे भी कुछ
अफ़साने सुनाये होंगे

अश्क़ आँखों ने पीये
और बहाये होंगे
बंद कमरे में जो ख़त मेरे
जलाये होंगे
एक इक हर्फ़ ज़बीं पर

उभर आया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …

उस ने घबरा के नज़र
लाख बचाई होगी
उस ने घबरा के नज़र
लाख बचाई होगी

दिल की लुटती हुई
दुनिया नज़र आयी होगी
मेज़ से जब मेरी
तस्वीर हटाई होगी

मेज़ से जब मेरी
तस्वीर हटाई होगी
हर तरफ मुझ को
हर तरफ मुझ को
तड़पता हुआ पाया होगा

हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …

छेड़ की बात पे अरमाँ
मचल आये होंगे
छेड़ की बात पे अरमाँ
मचल आये होंगे

ग़म दिखावे की हँसी में
उबाल आये होंगे
नाम पर मेरे जब आंसू
निकल आये होंगे

नाम पर मेरे
जब आंसू निकल आये होंगे
सर ना काँधे से
सर ना काँधे से
सहेली के उठाया होगा

हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे ….

ज़ुल्फ़ ज़िद कर के किसी ने
जो बनाई होगी
ज़ुल्फ़ ज़िद कर के किसी ने
जो बनाई होगी

और भी ग़म की घटा मुखड़े
पे छाई होगी
बिजली नज़रों ने
कई दिन ना गिराई होगी
रंग चेहरे पे कई रोज़
ना आया होगा

हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
ज़हर चुप के से
दवा जान के खाया होगा
हो के मजबूर मुझे …

Song – Hoke Majboor Mujhe Usne Bhulaya Hoga
Movie – Haqeekat (1964)
Singer – Mohammed Rafi, Manna Dey, Talat Mahmood, Bhupinder Singh
Lyricist – Kaifi Azmi
Starring – Dharmendra, Balraj Sahni, Priya Rajvansh
Music Director – Madan Mohan

Hoke Majbur Mujhe Usne Bhulaya Hoga Lyrics in English

Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Zehar Chup Ke Se
Dawa Jaan Ke Khaaya Hoga

Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe …

Dil Ne Aise Bhi
Kuchh Afsaane
Sunaaye Honge
Dil Ne Aise Bhi
Kuchh Afsaane
Sunaaye Honge

Ashq Aankhon Ne
Peeye Aur Na
Bahaaye Honge
Band Kamre Me
Jo Khat Mere Jalaaye Honge
Ek Ik Harf Zabeen Par

Ubhar Aaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe …

Us Ne Ghabara Ke
Nazar Laakh Bachayee Hogi
Us Ne Ghabara Ke
Nazar Laakh Bachayee Hogi

Dil Ki Lutati Hui Duniya
Nazar Aayee Hogi
Mez Se Jab Meri
Tasveer Hatayee Hogi

Mez Se Jab Meri
Tasveer Hatayee Hogi
Har Taraf Mujh Ko
Har Taraf Mujh Ko

Tadpata Hua Paaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe …

Chhed Ki Baat Pe
Armaan Machal Aaye Hoge
Chhed Ki Baat Pe
Armaan Machal Aaye Hoge

Gham Dikhaave Ki
Hansi Me Ubal Aaye Honge
Naam Par Mere
Jab Aansu Nikal Aaye Hoge

Naam Par Mere
Jab Aansu Nikal Aaye Hoge
Sar Na Kaandhe Se
Sar Na Kaandhe Se
Saheli Ke Uthaaya Hoga

Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe …

Zulf Zid Kar Ke Kisi Ne Jo
Banayee Hogi
Zulf Zid Kar Ke Kisi Ne Jo
Banayee Hogi

Aur Bhi Gham Ki
Ghata Mukhde
Pe Chhayee Hogi
Bijli Nazron Ne

Kayee Din Na Giraayee Hogi
Rang Chehre Pe
Kayee Roz Na Aaya Hoga

Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Zehar Chup Ke Se
Dawa Jaan Ke Khaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe …

Leave a Comment